Aaj se do teen saal pehle safar-e-hajj ki sa‘adat hasil hui. To jab Arafat se Muzdalifah aaye raat ka waqt tha, Muzdalifah aur Mina ke darmiyan sirf ek sark hi hai jo ke zameen se oopar hai
Agar koi shakhs safar-e-hajj mein ho aur Muzdalifah mein chaar ghante qiyam karne ke baad Fajr se pehle hi Mina chala gaya to kya dam lazim hai?