Meeqat se baghair ihram ke Haram mein dakhil hone ka hukm/ihram ki haalat mein baniyan pehnne ka hukm /meeqat se guzarne ke baad talbiya parhne ka hukm
Uzr ki wajah se meeqat se ihram na bandhe to dam aaye ga ya nahi?
Ek shakhs bila ihram meeqat se guzar gaya to us par dam wajib hai ya nahi?
Umrah ki niyat se ihram ke baghair meeqat se guzarne ka shar'i hukm
Ek shakhs Pakistan se Hajj ke liye gaya, us ne Hajj aur Umrah mukammal kar liya, ab woh sair ya ziyarat ki niyat se Taif jana chahta hai, jabke us ka Umrah karne ka koi irada nahi
Agar koi shakhs Hajj ke liye nikle, magar kisi uzr (misal ke taur par: bemari waghera) ki wajah se ihram bandhe baghair Jeddah pohanch jaye to aisi surat mein kya hukm hai?
Baghair niyat ke meeqat se aagay barhne wale hazraat ka Jeddah se Umrah ki niyat karke ihram bandhne ka hukm