Meri 3 dukanen hain, jin mein se 2 dukan kiraya par di hain, aik dukan mein main khud mobile ka karobar karta hoon, barah-e-karam az roye shariat mujhe zakat kis tarah ada karni hai ?
Dukan ki zakat ada karne ka tareeqa
Dukan mein maal-e-tijarat ki zakat ka hukm aur zakat ada karne ka tareeqa
Aik shakhs ki aik dukan hai, jis se us ka khandan chalta hai, dukan ke ilawa us ke pas koi izafi asasa nahi hai, ab kya us par zakat wajib hai? Agar hai to kaise ada kare ga?
Kya farmate hain ulama-e-kiram is maslay ki babat ke jo jagah karobar ke liye hai aur us par jo building banai gayi hai kya us ki maliyat par zakat lazim aye gi
Dukan par maujood samaan ki zakat ka hisab
Plot, makan o dukan par zakat ka hukm
Dukan ki value par bhi zakat wajib nahi hoti, isi tarah property khareedte waqt agar koi niyyat nahi ki ho (ke is ko bechna hai ya raheesh ikhtiyar karni hai) to us par bhi zakat nahi